DHADKANEIN MERI

DHADKANEIN MERI


DHADKANEIN MERI" SONG INFO
Singer: Yasser Desai, Asees Kaur Lyricist: Anjaan Sagri, Noohi Khan Music: Rashid Khan Music Label: Zee Music Company



Lyrics
Yeh jo mujhpe hua hai tera hi karam Ban gaya tu meri chahaton ka haram Yeh jo mujhpe hua hai tera hi karam Ban gaya tu meri chahaton ka haram Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam Rakh lena meri khwahishon ka bharam Tujhko paane ko machle ye dil hardam Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam Aa... Meri aankhon ko khwabon se bhar de zara Apne lamhe mere naam kar de zara Meri aankhon ko khwabon se bhar de zara Apne lamhe mere naam kar de zara Thehre thehre se hain raaste inn dinon Besafar hoon mujhe bhi safar de zara Besafar hoon mujhe bhi safar de zara Bin tere hoti hai meri palkein yeh nam Meri bechainiyan aake kar de tu kam Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam Zindagi ko bohat hai zarurat teri Pad gayi hai isse ab to aadat teri Zindagi ko bohat hai zarurat teri Pad gayi hai isse ab to aadat teri Mere ehsaas pe kar zara baarishein Mujhko rehti hai har pal shiddat teri Mujhko rehti hai har pal shiddat teri Mera tere liye hi hua hai janam Ab teri taraf hi uthenge kadam Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam Dhadkanein meri bas mein rahi na sanam

Post a Comment

0 Comments